Beautiful world

Beautiful world
Allah

Friday, March 12, 2010

HADITH

Namaz Kay Masnoon Azkaar

Rasool Allah (Sallallahu Alehe Wasallam) Ne Farmaya:

1. AYAT ALKURSI:
“Jo Shakhs Har Farz Namaz Kay Baad AYAT ALKURSI (Surah Baqara Ayat 255) Parhe Ga, To Is Ko Jannat Mai Dakhil Hone Se Moat Kay

Siwa Koi Cheez Nahi Rokti.” [Sisila Al-Ahadis Al-Sahih: Hadith 972 And Al-Sunan Al-Kabra Al-Nisai: Hadith 9928]

2. WUZU:
“Jo Shakhs Poora Wuzu Kare Aur Phir Kahe, {ASH’HADU ALLA ILAHA ILLALLAHU WAHDAHU LASHAREEKA LAHU WA ASH’HADU ANNA MUHAMMADAN

ABDUHU WARASOLUHU}, To Is Kay Liye Jannat Kay Aathon (8) Darwaze Khol Diye Jate Hain Keh Jis Se Chahe Dakhil Hojae.”[Muslim,

Kitab Ul Tahara,451]

3. AZAAN:
* “Jo Moazin Kahe Un Alfaz Ko Dhoraye, HIYA AALAS’SALAH Aur HIYA AALALFALAH Ki Jaga ‘LAHOL WALA QUWATA ILLABILLAH’ Bolye. Jo

Sadqe Dil Se Moazin Kay Kalmat Ka Jawab De Ga Wo Jannat Mai Dakhil Hoga”. [Muslim, Kitab Us Salah,748]
* “Azaan Sunne Aur Iska Jawab Dene Kay Baad Hazrat Muhammad (Sallallahu Alehe Wasallam) Pe Drood Bhajye {E.G.

DROOD;BUKAHRI,3370}”. [Sahih Muslim, 747]
* Aap(S.A.W)

No comments:

Post a Comment