Beautiful world

Beautiful world
Allah

Thursday, March 18, 2010

Baghair Sakth Majboori ke 2 namazein ek sath padna

Nabiye akram sallallahualihiwasallam ka irshaad hai ki jo shaks 2 namazo ko bina kisi ujre ke ek waqt mein paday, who kabeera gunahon ka darwaje mein se ek darwaza par pahunch gaya
Hazrath Ali karimullah wajhu farmate hai, Huzure akdas sallallahualihiwasallam ne irshaad farmaya ki 3 cheezon mein deri na kare…
1. Ek Namaz jab uska waqt ho jaye
2. Dusri janaza jab tayyar ho jaye
3. Teesri bay-nikahi aurath, jab uske joday ka khwaeen (Husband) miljaye (Yani fauran nikah karna) bahut se logh jo apne ko deendar bhi samajte hai vah kae kae namazein mamuli bahanay se safar ka ho, dukaan ka ho, mulazamath ka ho, ghar aa kar ekattay he pad letay hai, yah gunah kabeera hai ki bila kisi ujre, bimari vaghaira ke namaz ko apne waqt par na pada jaye toh bilkul namaz ke barabar gunah na ho, lekin be-waqt padne ko b saat gunah hai Isse khulasi na hog

No comments:

Post a Comment