Abu Huraira Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai Ke
Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya:
Allah Ta’la Fermata Hai Aur Iska Fermana Huq Hai
Ke Jab Mera Banda Neki Ka Irada Karey To (Ae Farishto)
Iski 1 Neki Likho
Phir Ager Woh
Ker Chukey To Iski 10 Nekian Likhlo
Ager Woh Buraee Ka Irada Karey To Kuch Na Likho
Ager Kar Chukey To 1 Hee Buraae Likho
Aur Ager Na Karey To
Iske Liye Bhi 1 Neki Likho
Al-Quran:
Jo Koi Allah Ke Han Naiki
Le Ker Aaega
Ise Iska 10 Guna Sawaab Milega
Aur Jo
Koi Buraee Laega
Isey Itni Hee Saza Di Jaegi
Jitni Isney Burae Ki
(Al Anaam, V#160)
Rasulallah Sallallahu Alaihi Wasallam Ka Ferman Hai:
“Nikah ” Meri Sunnat Hai
Ager Koi Meri Sunnat Per Ammal Na Karey
(Yani Nikah Ki Taqat Rakhney Ke Bawajood Nikah Na Karey)
Uss Ka Mujh Se Koi Ta’alluq Nahi
(Ibn Majah, Kitabul Nikah, H# 1846)

No comments:
Post a Comment