Beautiful world

Beautiful world
Allah

Monday, August 2, 2010

Achi Bat

Husn e akhlaq woh cheez hai jiski qeemat kuch nhi deni padti magar is se har chiz kharidi ja sakti hai.....( Hazrat Ali)

Monday, June 7, 2010

Quran and Hadith

4 Nishania'n
Ahl-e-Jannat ki aur
NABI ki
Sunnat bhi

1: Muskurata Chehra,

2: Narm Zuban,

3: Reham krny wala
Dil,

4: Attaa krny wala
Haath ...

*************
Irshad-e-Bari Ta'ala
Hy k ,

"Tum Kisi Bhi Shaks
Ko Bura Na Samjho,
Shayad Wo Wesa Na Ho
Jesa Tum Samajhty Ho,
Haqeeqai Ilm Tou ALLAH
k Paas Hy,
Aur Tum Tou La-ilm Ho"

~ Surah Baqrah
Aayat # 216 ~

******************

Hadees:
Abdullah Bin Umro Raziallah Anhu Se Rivayat Hai Ke
Aik Aadmi Ne
Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Se
Deryaaft Kia
Ke Islam Ki Konsi Khaslut Behtar Hai?
Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya:
Tum (Mohtajon)
Ko Khana Khilao Aur Jaan Pehchan Waley
Aur Gair Jaan Pehchan Waley Her Ek (Musalman)
Ko Salaam Karo
(Sahih Bukhari)

Tuesday, June 1, 2010

Quran and Hadith


Hope you are well by the grace and the Blessings of Almighty Allah

Jannati Asks 2 Dozaqi- ‘Tumhe kya chez Dozaq me Legai? They reply:
1. Hum Namaz Padhne walon me se n the
2. Miskeen ko khana nahi khilate the. (74: 40-44)

Jo Nek kam karega to apneliye, or jo Bure kam karega to uska nuqsan usiko hoga. Aur tumhara RAB banda par Zulm nahi karta. (41:46)

“Who is more misguided than d one who follows his own desires rather than d guidance of Allah? Infact Allah does Not guide such Wrongdoers. (28:50)

Verily Allah does Not forgive that partners b set up with Him is His worship but other than that He forgives (all sins) to whom He pleases. (4:48,116)

Propthet(s) said: “The Sun & the Moon will be folded up (deprived of their light) on the Day of Resurrection (Bukhari:54/422)

Monday, May 31, 2010

Rozi

l
{QURAN}
BESHAK AAP KA RAB JISE CHAHTA HAI FARAGAT
KI ROZI ATTA FARMATA HAI HAI OR JISE CHAHTA
HAI NAAP TOUL KAR ROZI DETA HAI YAKEENAN WO
APNE BANDO KE HAAL KI PURI KHABAR RAKHTA HAI
OR HAR TARAH SE YE SAB LOG USKI NIGAH MAIN HAIN
SURE = BANI ISRAIL
AYAT NO, 30

SOCHNE WALI BAAT HAI KE HUM LOG AAJ ROZI KAMANE MAI
ITNA MASHGOOL HAIN KE ALLAH KO BHOOL HI GAYE HAIN
JAB KE MERE DOSTO ROZI DENA TO ALLAH KA KAAM HAI
JIS KE NASEEB MAIN JO LIKHA HAI WOH USKO MIL KAR RAHEGA
MERE DOSTO JAB KISI BANDE KA INTEQAL HOTA HAI
OR JAB MOUT KE FARISHTE USKI ROOH KO LEKAR JATE HAIN
TO WO US SHAKHS KE DARWAZE PAR KHADE HO KAR YE BOLTE
HAIN KE TUM LOG KYUN ROTE HO ISKI ROZI IS DUNIYA MAIN
KHATAM HO CHUKI THI HUM PURI DINIYA DEKH AYE HAIN
KAHI BHI ISKA EK DANA BHI NAHI HAI OR {ALLAH} KISI
OR KI ROZI ISKO DE NAHI SAKTE JITNA ISKE NASEEB MAIN
THA ISKO MIL GAYA,AGAR YE BAAT INSAAN SUNLE TO
ROZI KAMANE BAJAYE AMAAL KARNE MAIN LAG JAYE

Saturday, May 15, 2010

shukran allah

Kron Q na Hamd o Sana Us KHUDA Ki,

K Jisne Mujhe Har Khushi Ataa ki,

Kiya Drguzar Meri hr Khata ko,

Yun Mujh Par MEHRBANI ki Inteha ki,

Main Karta Rahunga Tera Shukar Mola,

Meri Zindgi Ne Jab Tak WAFA ki,

Mujhe Hai Qafi Aas Bakhshish Ki Us Se,

Reham Karna Khubi Hai Mere KHUDA kee

Thursday, May 13, 2010

Kuch achi baten



Assalamu Alaykum Warhamatullah WabarakatuhuWazu se pehle kalma aur Khul-Hu-Allah padne se jitne pani k katre zameen par girenge, utne gunnah maaf ho jaayenge aur utni hi nekiyaan likhi jaayegi. Wazu karte waqt jism ka jo hissa dhoyen, uske liye Dua karen 1. Haath dhote waqt - Ya Allah! Hathon k gunnah maaf farma. 2. Kulli karte waqt - Ya Allah! Zaban k gunnah maaf farma. 3. Naak saaf karte waqt - Ya Allah! Kabar mein jannat ki khushbu ata farma. 4. Chehra dhote waqt - Ya Allah! Qayamat k din apna noor paida karna aur meri aankhon k gunaah maaf farma. 5. Sar ka masah Karte waqt - Ya Allah! Qayamat k din apni rehmat ka saaya karna. 6. Kaan saaf karte waqt - Ya Allah! Jannat ki khushkhabri sunana. 7. Paon dhote waqt - Ya Allah! Mujhe seedhe raaste par chalne ki toufeeq ata farma.Aameen........

Monday, May 10, 2010

Hadith

HADEES,
AGAR {ALLAH} APKI DUA QABOOL KARLE,
TO WOH APKA IMAAN MAZBOOT KARRAHA HAI,
AGAR THODI DER SE KARE TO APKE "SABAR"
KO BADA RAHA HAI LEKIN AGAR {ALLAH} APKI
DUA QABOOL NAHI KARE TO APKE {IMAAN} KO
AAZMA RAHA HAI,

ISLIYE DOSTO HUME HAR HAAL APNE
IMAAN PAR DATE REHNA HAI OR APNE IMAAN KO
MAZNOOB KARNA HAI
TO KARENGE MERE DOSTO {INSHA ALLAH}

ALLAH HUMARE IMAAN KO MAZBOOT KARE OR HUME
DEEN KI SAHI SAMAJH ATTA FARMAYE AMEEN

Saturday, May 1, 2010

Hadith

Nabie Akram ne Farmaya Jo Shakhs Ilm Hasil Kare Lekin Us Par Amal Na Kare To Yeh Ilm Mehaz Uske Takabbur Ko Badhayega.

Hadith

Nabi Sallallah Alehy Wasallam Ne Frmaya: Bhla Mujay Btao Agr Tumhary Darwazy K Bahir Neher Ho or Tum Us My Har Roz 5 Bar Nahao, Kya (Phir Bhi Jism Pe) Mail Baqi Rahy ga? Shaba R,A Ne Kha:NAHI AP S,A,W Ne Frmaya:Yehi Misal 5Nmazo Ki Hy ALLAH In K Sabab GUNAHO Ko Muaf Kr Deta Hy. (BUKHARI.528) (MUSLIM.667)

Wednesday, April 28, 2010

Hadith

Hazrat Jibrael (AS) ne Kaha: Ya Rasoolallah (Sallalah-ho.Alai-ehe.Wa-Alai-ehe.Wassal
lum)main zameen par pare rait ke har zarre ko gin sakta hon…. Samander kehar machli ko gin sakta hon………

Or zameen par tamam darakhton ke pattegin sakta hon....... Lekin Aap (S.A.W.W) pr jo shakhs drood bhejta haius per ALLAH jitni rahmatain bejta hai wo ma nahi gin sakta hon.SUBHANALLAH ! Nabi pak (Sallalah-ho.Alai-ehe.Wa-Alai-ehe.Wassal
lum) ne farmaya: Sar sabz o shadab rahe wo shakhs jo meri Hadees sune or usko agy tak pohnchaye

Saturday, April 24, 2010

Gheebat

assalamualaikum

jab logo mein betho aur kaho{BISMILLAH HIR RAHMANI RAHEEMI WA SALLAL LAHU ALA MUHAMMAD}
is ki barkat se ALLAH AZZAWAJAL ik farishta muqarrar farma de ga jo tum ko geebat karne se baaz rakhe ga

aur jab majlis se utho to kaho{BISMILLAH HIR RAHMANI RAHEEMI WA SALLAL LAHU ALA MUHAMMAD}
is ki barkat se farishta logo ko tumhari geebat karne se baaz rakhe ga

yaad rakhye geebat jahanum(hell) mein le jane wala kaam hai

1.geebat iman ko kaat kar rakh deti hai

2.geebat bure hatme yani buri moat(death) ki ik wajha hai

3.bahut zyada geebat karne wale ki dua qabool nahi hoti

4.geebat se namaz roze ki nooraniyat chali jati hai

5.geebat se naikiyan barbad ho jati hain

6.geebat karne wala toba kar bi le tab bi sab se akhir mein jannat mein dahil ho ga

7.geebat zina se saht tr gunah hai

8.geebat ko agar sumundar(sea) mein dal diya jaye to saara sumundar badbu dar(bad smell) ho jaye

9.geebat zinda bhai ke ghosat(meat) khane ke brabar hai

Saturday, April 10, 2010

Hadith


Abu Umamah Al-Bahili (May Allah be pleased with him)
reported: Messenger of Allah (PBUH) said, "I guarantee a house in Jannah
for one who gives up arguing, even if he is in the right; and I
guarantee a home in the middle of Jannah for one who abandons lying even
for the sake of fun; and I guarantee a house in the highest part of
Jannah for one who has good manners.''

Quran and Hadith

Dua ( Sorah Ah- Fatiha)

Tamam Tareefain Allah hi ke liye hain
Jo Nehayut Meherban, Or Raham Fermane Wala Hai,
Or Roz-e- Jazaa (Qayamut ke Din) ka Malik Hai,
Hum Teri Ibadat Kertey Hain
Or Tujh Hi Se Madad Mangtey Hain
Aey Humare Rab, Hume Sidha Rasta Dikha,
Un Loago Ka Rasta, Jin Per Tu Ne Inaam Femaye
Naa k Un logo ka rasta Jin Per Tu ne Aaazab Fermaya
Or Jo Bhatkay Hoye hain

Aameen-Sum-Aameen

Allah Apko, Humko or poori muslim umaah ko Apne hifz-o-amaan main rakhey,
Or her tarha ke zawal, musibat, parishani, mushkilat or azaab se Mehfooz rakhey
Aameen-Sum-Aameen

Salam kerna sunnat he, lekin salam ka jawab dena wajib he, hum hi, hello ka reply kerte hen but assalam-0-allaikum ka koi reply nhi kerte.
kia humari normal life main islam sikhna ya sikhana humari zimedari hi nahin?

Dua he ke Allah Ahle-e-Imaan ki islaah fermaye

Monday, April 5, 2010

QURAN


{QURAN}
LOGON {ALLAH} KA WADA SACCHA HAI
TO TUMKO DUNIYA KI ZINDEGI DHOKE MAIN
NA DAL DE OR KAHNI YE "SHETAAN" FAREB DENE WALA BHI
TUMKO DHOKE MAIN NA DAAL DE KYUNI KI "SHETAAN" TUMHARA
KHULA DUSHMAN HAI,TO TUM BHI USKO APNA DUSHMAN SAMJHO
WOH APNI PERVI(BAAT MANNE) WALO KO BULATA HAI
TAKI USKE SNATH TUM BHI DOZAKH (JAHANNUM) MAIN
SHAAMIL HO,
SURE = FATIR
AYAT NO, 5-60

HADIS
ALLAH KI TAQSEEM PAR RAZI RAHO
TUM SABSE ZIYADA MAAL DAR HO JAOGE
{TIRMIZI}

JHOOT BOLNA GUNAH HAI ISLIYE APRIL PHOOL MANA NA BHI EK
GUNAH HAI CHAHE MAZAK MAIN HI KYUN NA BOLA GAYA HO
ALLAH KI LANAT HOTI HAI US PAR JO LOGO KO
HASANE KE LIYE JHOOT BOLTA HAI
TO {ALLAH} KI LANAT SE BACHEN

{ALLAH} HAR GUNAH SE HUMARI HIFAZAT FAMAAYE AMEEN

DON'T MISS NAMAAZ PLZZ, 4.EVER

Question and Answer

ASSALAMUALAIKUM WAREHMATULLAHI WABARAKATUHU

SOME IMPORTANT QUESTIONS AND ANSWERS.WE MUST HAVE KNOWLEDGE

QUE:AGAR KOI YU KAHE,,MEIN BAHUT PARESHAAN HU,PTA NAHI,KYA KHATA(GALTI) MUJH SE AISI HUYI HAI,JIS KI MUJHE SAZA MIL RAHI HAI!MEIN NE DEKHA ALLAH AZZAWAJAL MUJH SE BILKUL KHUSH NAHI AUR ALLAH AZZAWAJAL NE MERI QISMAT ABHI TAK TO THORI BI ACHI NAHI BANAYI?IS BARE MEIN KYA HUKM HAI??

ANS:YE JUMLA KE PTA NAHI,KYA KHATA(GALTI) MUJH SE AISI HUYI HAI JIS KI MUJH KO SAZA MIL RAHI HAI BAHUT BURA HAI AISA HAR GIZ HAR GIZ NA KAHA JAYE KYUN KE HUM GUNAHOO SE MASOOM NAHI HAIN,,HUM TO HATAON MEIN DOBE HUWE HAIN,AUR AISA KEHNA KUFR HAI KYUN KE IS MEIN AITRAZ KIYA HUWA HAI,,KUFR HAI.

QUE:ALLAH NE AKHIR MERE NASEEB MEIN ITNI PARESHANI KYUN RAKHI HAI??YE JUMLA KEHNA KAISA HAI?

ANS:IS JUMLE MEIN ALLAH AZZAWAJAL KA PEHLU NUMAYA HAI,JO KE KUFR HAI.

METHE METHE ISLAMI BHAIYU NAMAZ QAYAM KARO,,NAMAZ QAYAM KARO..PYARE AAQA AUR ALLAH KO KHUSH KARO.

BOOK:KUFRIYA KALIMAAT KE BAARE MEIN SWAL JAWAB

Wednesday, March 31, 2010

Quran and Hadith

A 2 Z

A : Allah se daro
B : Bismillah se shuro karo
C : Chooor ko saza
do
D : Deen seekho
E : Elim hasil karo
F : Farz ada karo
G :
Gussa mat karo
H : Haj ada karo
I : Ibadat karo
J : Jannat
millegi
K : Kalma pado_
L : Laa ilaha illalha
M : Muhammad ur
rasool allah
N :Namaz pado
O :Omar ka lihaz karo
P : Parda karo
Q
: Quran pado
R : Roza rakho
S : Shukriya ada karo
T : Tauba
karo
U : Ummeed rakho
V : Vazoo karo
W :Waqt ka lihaz karo
X
: Xtra nafil pado
Y :Yakeen karo ALLAH per
Z : Zikr ALLAH KA
KARO...

Rules of Success

1>Agr rona chahte ho to Allah k azab ko yad kar k ro
2>khana chahte ho tou Allah ka khauf khao
3>Pena chahte ho tou Ghussa piyo
4 >Pehan'na chahte ho tou Sharam-O-haya ka libaas pehno
5>Intezar chahte ho tou Maut ka karo
6>khtam karna chahte ho tou Nafs ki khwahish ko khtam karo
7>Dushmani chahte ho tou Shaitaan se karo
Inshallah Dunya Or Akhrat mai kamyabi hogi

Hadith

Abu Umamah Al-Bahili (May Allah be pleased with him)
reported: Messenger of Allah (PBUH) said, "I guarantee a house in Jannah
for one who gives up arguing, even if he is in the right; and I
guarantee a home in the middle of Jannah for one who abandons lying even
for the sake of fun; and I guarantee a house in the highest part of
Jannah for one who has good manners.''

Quran and Hadith

Monday, March 29, 2010

Hadith

The Holy Prophet (SAW) Said:

1) Four things that make your body sick:

a) Excessive talking
b) Excessive sleeping
c) Excessive eating and
d) Excessive meeting other people

2) Four things that destroys the body:

a) Worrying
b) Sorrow (Sadness/Grief)
c) Hunger
d) Sleeping late in the night

3) Four things that dry the face & take away its happiness:

a) Lying
b) Being disrespectful / impudent (insisting on something wrong knowingly)
c) Arguing without adequate knowledge & Information.
d) Excessive immorality (doing something wrong without fear).

4) Four things that increases the wetness of face & its happiness:

a) Piety
b) Loyalty
c) Generosity (being kind)
d) To be helpful to others without he/she asking for that.

5) Four things that stop the Rizq (Sustenance) :

a) Sleeping in the morning (from Fajr to sunrise)
b) Not Performing Namaz or Ir-regular in Prayers
c) Laziness / Idleness
d) Treachery / Dishonesty

Saturday, March 27, 2010

Sayings of Muhammad(PBUH) and Hazrat Ali

Jab tum kisi ko dost banao to apne dil mein aik qabristan bana lo jahan tum uski buraiiyan aur raaz dafna sako
Prophet Muhammad PBUH ---
Acha dost kitni dafa hi kyun na ruth jaye ussey mana lena chahiyeh kyun ke tasbeeh ke daney kitni dafa hi kyun na bikher jayein chun liye jatey hein
Hazrat Ali (AS) ---

Jab aankhein nafs ki pasandeeda cheezein dekhnein lagein to dil anjaam say andha ho jata hai
Hazrat Ali (AS)---

Ikhtiyar, taqat aur daulat milne par log badaltey nahin balkey be-naqaab ho jatey hein
Hazrat Ali (AS)---


Din ki roshni mein rizq talash karo aur raat ki tareeqi mein usse talash karo jo tumhein rizq deta hai
Hazrat Ali (AS)---

Kisi ko tum chaho aur woh tumhein thukra day, yeh uski badnaseebi hai. Koi tumhein na chahey aur tum usse zaberdasti apna banana chaho, ye tumhare nafs ki zillat hai
Hazrat Ali (AS)---
Insaan dukh nahin deta, insaanoun say wabasta umeedein dukh deti hein
Hazrat Ali (AS)---

Agar kisi ka banna chahtey ho to poori haqeeqat say ban jao warna apni zaat mein aisi haqeeqat paida kar lo ke koi haqeeqat mein tumhara ban jaye
Hazrat Ali (AS)---

Sadqa (charity) jab apne malik ke hath se nikalta hai to uss waqt 5 jumley kehta hai

1. main faani maal tha tu nay mujhe baqa di
2. main tera dushman tha ab tu nay mujhe apna dost bana liya
3. aaj say pehlay tu meri hifazat karta tha ab mein teri hifazat karoun ga
4. main haqeet tha tu nay mujhe azeem bana diya
5. pehlay mein tere hath mein tha ab mein khuda ke haath mein hun

Prophet Muhammad PBUH---
Logoun ki zarooraton ka tum say wabasta hona tum par Allah ki inayat hai
Hazrat Imam Hussain (AS)---
Jab gunahon ke bawajood Rab-ul-Izzat ki naimatein musalsal tumhein milti rahein to hoshiyar ho jana ke tumhara hisaab qareeb aur sakht tareen hai
Hazrat Ali (AS)---

Mujhe jannat say zyada masjid mein bethna acha lagta hai kyun ke jannat mein mera nafs khush hoga, jab ke masjid mein mera rabb khush hoga
Hazrat Ali (AS)---

Momin woh nahin jis ki mehfil paak ho, Momin woh hai jis ki tanhaii paak ho
Hazrat Ali (AS)---

Barish ka qatra seep aur saanp dono ke munh mein girta hai.. seep ussey moti bana deta hai, saanp ussey zehr bana deta hai.. jiska jaisa zarf waisi uski takhleeq
Hazrat Ali (AS)---
One thing that is better not expressed even if it is true, is a man's praise for himself
Hazrat Ali (AS)---

3 kaam kisi ke dil mein aapki izzat barhatey hein

1. Salaam karna
2. Kisi ko jagah dena
3. Asal naam se pukarna

Hazrat Ali (AS)---

Koshish karo ke tum dunya mein raho dunya tum mein na rahey kyun ke kashti jab tak paani mein rehti hai khoob terti hai lekin jab paani kashti mein ajaye to woh doob jati hai
Hazrat Ali (AS)---
Apni zubaan ki taizi uss maa par mat aazmao jis ne tumhein bolna sikhaya
Hazrat Ali (AS)---
Mere Allah, meri izzat ke liye yehi kafi hai ke mein tera banda hun aur mere fakhar ke liye yehi kafi hai ke tu mera parwardigar hai.. tu waisa he hai jaisa mein chahta hun.. bas tu mujh ko waisa bana day jaisa tu chahta hai
Hazrat Ali (AS)---

5 cheezon ki 5 jaga par hifazat karo

1.. mehfil mein zubaan ki
2. bazaar mein aankh ki
3. namaz mein dil ki
4. dastarkhwan mein pait ki
5. nigah mein haya ki

Hazrat Ali (AS)---


3 cheezein insaan ko Allah se door karti hein

1. apne aamaal ko zyada samajhna
2. apne gunhaoun ko bhool jana
3. apne aapko sab se behtar samajhna

Hazrat Ali (AS) ---


6 cheezein amal ko zaya karti hein

1. logon ke aaib talash karna
2. Dil ki sakhti
3. Dunya ki mohabbat
4. Haya ki kammi
5. Lambi umeed.
6.. Zulm


A friend cannot be considered a friend unless he is tested on three occasions

1. At the time of need
2. Behind your back
3. After your death

Hazrat ALi (AS)---
Agar kisi ka zarf aazmana ho to zyada izzat do.. woh aala zarf hua to aapko aur zyada izzat dega aur kam zarf hua to khud ko aala samjhe ga
Hazrat ALi (AS)--

SURAH IKHLAS KI BARKAT




Once a man was walking and he read this written on a wall:

Bismillah Ar-Rahman Ar-Raheem
Qul Huw-Allahu Ahad
Allah-us-Samad
Lam yalid wl lam yulad
Wa lam yakul lahu kufuwan ahad



So he sat and read it, while he was reading it a man was watching him and
Came to him and said 'Do you know that you have got at least 470 hasana's
(Blessings) just for reading this!
The person who wrote this on the wall also got 470 hasana's;
Even I got 470 hasana's just for writing this mail;
Even you got (who is reading this mail) 470 hasana's.

So press forward and let more people get 470 hasana's.


Don't forget, each time someone reads this mail and gets hasanat so do you.




Please pass this to every Muslim you know.




Quran Hadith

Thursday, March 25, 2010

Quran-[33:6]

The Prophet is closer to the believers than their ownselves



hadith-

Narated By 'Abdullah bin Hisham : We were with the Prophet and he was holding the hand of 'Umar bin Al-Khattab. 'Umar said to Him, "O Allah's Apostle! You are dearer to me than everything except my own self." The Prophet said, "No, by Him in Whose Hand my soul is, (you will not have complete faith) till I am dearer to you than your own self."Then 'Umar said to him, "However, now, by Allah, you are dearer to me than my own self." The Prophet said, "Now, O 'Umar, (now you are a believer)."

Reference

-Bukhari Volume 008, Book 078, Hadith Number 628.

Friday, March 19, 2010

What parents say to their Children-

يا الله همين هميشه والدين كي خدمت نصيب فرما
اور هميشه انكي دعاون مين رهنيكي توفيق نصيب فرما .........آمين

Thursday, March 18, 2010

Some beautiful Hadiths

Jannat k 8 darwazein hain Or un k Name yeh Hain


1. jannatul mava
2. darul maqam
3. darul salaam
4. darul khuld
5. jannatul adan
6. jannatul naim
7. jannatul kasif
8. jannatul firdous


INSHALLAH ROZ-E-QAYAT k rooz har darwazey se apka name pukara jaye (AMEEN)


Islamic note ..
Aik farishta: Aaj mein ALLAH k itne kareeb howa k mere aur ALLAH
PAK k beech sirf 70 Pardey reh gie! Doosra Farishta: Lekin jab
momin NAMAZ k liye khada hota hai to yeh 70 parday bhi nahi rehte!
SUBHAN-ALLAH Achi baat ko phailana Sadqa-e-Jariay hai..


So plz don't let it stop...forward it too alll urs friends
JAZAK-ALLAH


Rasool Allah (S.A.W) ne Farmaya:


1. Jo shaks har waqat Wazoo me rahey ga. Allah Tallah uski rozi kushada farmayein gey!
2. Us Shaks ki hajat jald pooori hoti hai jo apni hajat kisi or insaan ko na bataye!
3. Allah Tallah us shaks ko aabad kartey hein jo Hadees-e-Nabwi (S.A.W) sun kar doosron ko pohanchatey hein!


Forward Please, Dont break this chain its Sadqa-e-Jariya

Some beautiful Hadiths

*1. Hazrat Muhammad s.a.w.w.(PBUH) says that "if a person recite " Ayatal Kursi" after every Farz Namaz then there will be nothing between him and
Heaven except Death *"
*2. There is a Hadith that says "La Haula Wala Quuatailla billahil aliyul azeem" is such a great medicine that it cures every disease and the most
minor disease it cures is "Sorrow" (Gham).
*3. Another Hadith says "if a person recite surah ikhlaas (Kul huwallahu ahad...) 10 times in a day then Allah build a palace for him in the Heaven.(Subhaan Allah)"

AL-QURAAN , sura AL-Nasar


---

Jub ALLAH ki madad aa pohnchi aur fatha haasil ho gai.

Aur ae Nabi (S.A.W.s) Tum nay daikh lia ke log foj dar foj ALLAH ke deen main daakhil ho rahay hain.

to apnay Parwardigaar ki tareef ke saath tasbeeh karo aur us say mughfirat maango-

Bayshk WO bara maaf karnay wala hai.

---
please fwd

as this is Sadqa e Jariya

jub tak log padhate rahenge aap ko aur mujhay sawaab milta rahay ga insha ALLAH

PLZ FORWAD 2 MANY GOOD HEARTS LIKE U,

IF ANYONE MET WITH FIRE ACCIDENT OR PPL WHO BORN WITH PROBLEMS IN THEIR EAR, NOSE & MOUTH CAN GET FREE PLASTIC SURGERY DONE BY KODAIKANAL PASAMHOSPITAL. FRM 23 MARCH TO 4 APRIL BY GERMAN DOCTORS, EVERYTHING IS FREE, CONTACT NO 045420 - 240668,245732
PLZ HELP FOR OTHERS.

Baghair Sakth Majboori ke 2 namazein ek sath padna

Nabiye akram sallallahualihiwasallam ka irshaad hai ki jo shaks 2 namazo ko bina kisi ujre ke ek waqt mein paday, who kabeera gunahon ka darwaje mein se ek darwaza par pahunch gaya
Hazrath Ali karimullah wajhu farmate hai, Huzure akdas sallallahualihiwasallam ne irshaad farmaya ki 3 cheezon mein deri na kare…
1. Ek Namaz jab uska waqt ho jaye
2. Dusri janaza jab tayyar ho jaye
3. Teesri bay-nikahi aurath, jab uske joday ka khwaeen (Husband) miljaye (Yani fauran nikah karna) bahut se logh jo apne ko deendar bhi samajte hai vah kae kae namazein mamuli bahanay se safar ka ho, dukaan ka ho, mulazamath ka ho, ghar aa kar ekattay he pad letay hai, yah gunah kabeera hai ki bila kisi ujre, bimari vaghaira ke namaz ko apne waqt par na pada jaye toh bilkul namaz ke barabar gunah na ho, lekin be-waqt padne ko b saat gunah hai Isse khulasi na hog

Wednesday, March 17, 2010

some pics - random


Irshad

Abu Musa reported Allah's Apostle (may peace be upon him) as saying: The similitude of that guidance and knowledge with which Allah, the Exalted and Glorious, has sent me is that of rain falling upon the earth. There is a good piece of land which receives the rainfall (eagerly) and as a result of it there is grown in i...t herbage and grass abundantly. Then there is a land hard and barren which retains water and the people derive benefit from it and they drink it and make the animals drink. Then there is another land which is barren. Neither water is retained in it, nor is the grass grown in it. And that is the similitude of the first one who develops the understanding of the religion of Allah and it becomes a source of benefit to him with which Allah sent me. (The second one is that) who acquires the knowledge of religion and imparts it to others. (Then the other type is) one who does not pay attention to (the revealed knowledge) and thus does not accept guidance of Allah with which I have been sent. [Muslim

Farishtey Allah se kya kahte hain......................

Narrated Abu Huraira (Radi`Allahu Anhu):
Allah's Apostle (Sallallahu Alayhi Wasallam) said,

"Angels come to you in succession
by night and day
and all of them get together
at the time of the Fajr and 'Asr prayers.

Those who have passed the night with you
(or stayed with you)
ascend (to the Heaven) and
Allah (Subhanuhu wa Ta`ala) asks them,
though He (Subhanuhu wa Ta`ala) knows
everything about you, well,
"In what state did you leave my slaves?"

The angels reply:
"When we left them they were praying
and when we reached them,
they were praying."


Sahih Bukhari
Volume 1, Book 10, Number 530

Azaan aur Namaz

KHANA KAABA
ek aisi imaart
hai jis k oopr
se aaj tk koi
prinda nahi
guzra.
Duniya ki kisi
Airline ka jahaz
aaj tk us k oopr
se nahi guzra
Qudrti tor pr us
ki direction aisi
hai k chand or
sooraj bhi us k
oopr khry nahi
ho skty
SUBHAN ALLAH
Apne dosto ko
b is khubsurt
informetion se
aagah kro. " ZINDAGI "
kia hai ?

" INSAAN "
ki pedaish k wkt "AAZAN" di jati hai,
MGR !
"NAMAZ" nahi hoti.
" OR "
" MAUT "
k wakt
" NAMAZ " parhi jati hai !
MAGR !
" AAZAN " nahi hoti

" ZINDAGI "

" AAZAN " se
" NAMAZ " tak ka waqfa hai...
Isi tarah hamain apni
" ZINDAGI " is soch k sath guzarni chahiay keh
" AAZAN "
ho chuki hai or
" JAMA'AT "
kisi bhi waqt ho sakti hai...!

Intresting Fact

Wo Konse 5 Jandar Hai Jo Baghair Maa K Paida Howe


1) Hazrat ADAM (A.S).

2) Hazrat BIBI Hawwa (A.S).

3) Hazrat Saleh (A.S) Ki Ountni.

4) Hazrat Moosa (A.S) K Asa Mubarak Se Bunne Wala Azdaha.

5) Hazrat Ismail (A.S) Ki Qurbani K Waqt Jannat Se Aanay Wala Dumba.

Monday, March 15, 2010

ALLAH will forgive inshaallah all the sins except Shirq

According to Muslim belief, the one who commits
a major sin is in grave danger and has exposed himself to the
punishment of Allaah, but the will of Allaah is to decide, and Allaah
may forgive or pardon him, or He may punish him in a manner
commensurate with his sin, except for the one whose sin reaches the
level of disbelief in Allaah. In that case he will deserve to be
punished and to abide forever in Hell. “Say: O ‘Ibaadi (My slaves) who
have transgressed against themselves (by committing evil deeds and
sins)! Despair not of the Mercy of Allaah, verily, Allaah forgives all
sins. Truly, He is Oft Forgiving, Most Merciful” [al-Zumar 39:53] In
another verse Allaah says (interpretation of the meaning): “Verily,
Allaah forgives not that partners should be set up with Him (in
worship), but He forgives except that (anything else) to whom He wills”
[al-Nisa’ 4:48].

Before going to sleep

The Prophet (SWS) one day said to Ali (RA): Ya Ali! Do these five things before going to bed at night:

1. Give 4000 Dinaars in Sadaqa and then sleep
2. Read one complete Quran and then sleep
3. Pay the price for Janna'h and then sleep
4. Make two people happy with each other when they are upset and then sleep
5. Do one hajj and then sleep

Hazrat Ali (RA) said, Ya Rasulallah! This looks impossible, how will I be able
to do it? Then the prophet (SAWS) replied:

4 times reading surah Fatiha is equals to four thousand Dinaars giving in Sadaqa.
3 times reading surah Ikhlas (Qul hu Allahu Ahad) is equals
to one complete Quran
3 times reading any durood shareef (Shortest: Sallalaho
Alaihi Wa Salam) is the price of jannat.
10 times Astagfirullah (or any istighfar) is equals to making two unhappy
people happy with each other.
4 times third Kalima is equals to one hajj.

After this Ali (RA) said, Ya Rasulallah (SAWS)! Now I will do all these before
going to bed.

Huzoor S.A.W. ka irshad

JAD
Sahi Maano Me Bakheel Wo He
Hadees-e-Nabwi

Rasool (S.A.W) Ne Farmaaya:
Sahi Ma'ano Me Bakheel Wo He
K Jis K Aagey Mera Naam Liya Jaye,
Aur Wo Mujh Par Durood Na Bheje.

Al Hadees:

3 (Qisam K) Aadmiyon Se
ALLAH Qayamat K Din Baat Tak Nahi Karain Gay
Aur Na Unn Ki Taraf Dekhain Gay Aur Na Hi
Unhain Paak Karain Gay
Aur Unn K Liye Dard Naak Azaab Hai,

1, Apnay Payjame Takhnon Se Neechay Tak Latkanay Wala,
2, (Koi Cheez) De Ker Ehsaan Jatanay Wala,
3, Jhooti Qasam Kha Ker Apnay Maal Ki Rughbat Dilanay Wala

(Sahi Muslim, Kitab Ul Emaan
Hadees:106)

Assalamoalykum
Nabi (S.A.W) Ne Farmaya,
“Mazloom Ki Bad-Dua Se Bacho
Q K Beshak Us (Bad-Dua) K Darmiyan
Or ALLAH K Darmiyan Koi Hijaab (Parda/ Rukawat) Nahi

Bukhari Kitabuz Zakat H#1496

“Jo Logon Per Raham Nahi Karta
ALLAH Us Per Raham Nahi Karta” Muslim
Kitabul Fazail
H#2319

HADITH

Bukhari :: Book 1 :: Volume 3 :: Hadith 73, Narrated 'Abdullah bin Mas'ud: The Prophet said, "Do not wish to be like anyone except in two cases. (The first is) A person, whom Allah has given wealth and he spends it righteously; (the second is) the one whom Allah has given wisdom (the Holy Qur'an) and he acts according ...to it and teaches it to others." (Fateh-al-Bari page 177 Vol. 1)

Kinning- one of the greatest Sin

"If anyone killed a person except as
recompense for murder or spreading havoc in the land, then it would be
as if he killed all of humanity. And if anyone saved a life, it would
be as if he saved the lives of all humanity."
{Al Qur'an  5:32

Kuch achi baten

RAHAM KARNE WALON PAR ALLAH REHAM FARMATA HAI ,TUM DUNIYA WALON PAR REHAM KARO ALLAH TUM PAR REHAM FARMAYEGA.

*JAHAN BHI RAHO ALLAH SE DARTE RAHO , KOI GUNAH HO JAYE TO FAURAN (TAUBA KARKE) KOI NEIK KAAM KAR LO.NEIKI BURAI KO MITA DEGI AUR LOGON KE SAATH ACHHE AKHLAQ SE PESH AO.

*AURAT PAR SABSE ZYADA HAQ USKE SHOHAR KA HAI AUR MARD PAR USKI MAAN KA.

*JO ALLAH KI MAKHLOOK PAR REHMAT NAHIN KARTA ,ALLAH BHI US PAR REHAM NAHIN FARMATA

*ZINDAGI MAUT KI AMANAT HAI,KISI WAQT BHI LI JA SAKTI HAI...

a MSG for All Muslims

Namaz ki Halat ma Aankhen Band Karna Makroh Hai.

Namaz Ma Jab Qayam Mai Khary Hon To Nazren Sajdy Ki Jaga Rakho.

Jab Ruku Kro Tu Paon K Darmyan Dekho.

Jab Sajda Karo Tu Nak Ki Simt Mai.

Jab Beth Jao Tu Nazaren Jholi Ma Honi Chahiye.

Jab Salam Phero Tu Dono Kandhon Ko Dekho.

Aur Dua mangte waqt Hatheleon Par.

PLZ 4wd.!
Kia Pata aap ki Waja Se Ksi Ki Namaz Sahi Ho Jaye.
TALIB-E-DUA

DON'T MISS NAMAZ PLZ

HAZRAT ALI {R.D} NE FARMAYA
JAB MAIN CHAHTA HUN KE {ALLAH SE BAAT KARUN
TO MAIN NAMAAZ PADHTA HUN
AUR JAB MAIN CHAHTA HUN KE {ALLAH} MUJHSE BAAT KARE
TO MAIN ,QURAN PADHATA HUN

TO MERE DOSTO AGAR AAP CHATE HO ALLAH SE BAAT KARNA
APNE GUNAHO KI MAFI MANGNA TO NAMAZ PADHIYE
OR AGAR AAP APNE GHAR MAIN SUKOON OR BARKAT CHAHTE HAIN
TO QURAN PADHE OR DUA MAIN HUM JESE GUNAH GARON KO BHI YAAD
RAKHE HO SAKTA HAI AAP KI DUAON KE ZARIYE HUMARI BHI MAGFIRAT HO JAYE

ALLAH APKI HAR DUA KO HAR PARESHANI SE DOOR RAKHE
OR DEEN KE RASTE PAR CHALNE KI TOFEEQ ATTA FARMAYE AMEEN

DON'T MISS NAMAAZ PLEASE

FARMAN-E-ILAHI ON THOSE WHO HAVE BURIED THEIR ALIVE GIRL CHILD

IN THE NAME OF ALLAH, THE MOST MERCIFUL, THE MOST COMPASSIONATE


Assalamu Aliakum,


and when the girl - child buried alive shall be asked : for what

offence was she killed ? and when the scrolls of ( men ' s ) deeds shall

be unfolded, and when Heaven is laid bare; and Hell is stoked,

and Paradise brought nigh : then shall each person know what he

has brought along.



Holy Qur'an ( 81 : 8 - 14 )