Beautiful world

Beautiful world
Allah

Monday, June 7, 2010

Quran and Hadith

4 Nishania'n
Ahl-e-Jannat ki aur
NABI ki
Sunnat bhi

1: Muskurata Chehra,

2: Narm Zuban,

3: Reham krny wala
Dil,

4: Attaa krny wala
Haath ...

*************
Irshad-e-Bari Ta'ala
Hy k ,

"Tum Kisi Bhi Shaks
Ko Bura Na Samjho,
Shayad Wo Wesa Na Ho
Jesa Tum Samajhty Ho,
Haqeeqai Ilm Tou ALLAH
k Paas Hy,
Aur Tum Tou La-ilm Ho"

~ Surah Baqrah
Aayat # 216 ~

******************

Hadees:
Abdullah Bin Umro Raziallah Anhu Se Rivayat Hai Ke
Aik Aadmi Ne
Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Se
Deryaaft Kia
Ke Islam Ki Konsi Khaslut Behtar Hai?
Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya:
Tum (Mohtajon)
Ko Khana Khilao Aur Jaan Pehchan Waley
Aur Gair Jaan Pehchan Waley Her Ek (Musalman)
Ko Salaam Karo
(Sahih Bukhari)

Tuesday, June 1, 2010

Quran and Hadith


Hope you are well by the grace and the Blessings of Almighty Allah

Jannati Asks 2 Dozaqi- ‘Tumhe kya chez Dozaq me Legai? They reply:
1. Hum Namaz Padhne walon me se n the
2. Miskeen ko khana nahi khilate the. (74: 40-44)

Jo Nek kam karega to apneliye, or jo Bure kam karega to uska nuqsan usiko hoga. Aur tumhara RAB banda par Zulm nahi karta. (41:46)

“Who is more misguided than d one who follows his own desires rather than d guidance of Allah? Infact Allah does Not guide such Wrongdoers. (28:50)

Verily Allah does Not forgive that partners b set up with Him is His worship but other than that He forgives (all sins) to whom He pleases. (4:48,116)

Propthet(s) said: “The Sun & the Moon will be folded up (deprived of their light) on the Day of Resurrection (Bukhari:54/422)